Moulaana room se kisi ne duniya ki haqeeqat pochi to aap ne farmaya'.'Dunya ki misaal aaisi hai k ek shakhs jungle may chale jata hai.Wo dekhta hai k us k peeche shair(Lion)aaraha hai lihaza wo bhagta chala jata hai.Wo kya dekhta hai aage ek garrha hai.us ne chaha k garrhe may gir ker apni jaan bachaye lekin garrhe may usay bara sa''Azdha'' nazar aaya.Ab aage azdhey ka khouf aur peeche(Sher) ka dar.....Itne may usay darakht ki ek tehni nazar aayee,jise pakarr ker wo darakht per charr gya magar darakht per charrne k bad usay pata chalta hay k darakht ko jarr se do siyah aur safaid chuhay(Black aur white Rat)kaat rahey hain.Wo buht dara k agar darakht ki jarr kat gyee to phir main neechay gir jaon ga aur phir azdhay aur shair ka luqma bannay may deyr nahee lagey gi.Ittafaqan usay darakhat per ek shehat(Honey)ka chataa nazar aaya aur wo usay peenay may itna kho gya k usay (Shair,Azdhay aur Rats ka khayaal na raha.Itne may wo neechay gir gya. Shair ne usay cheerr pharr k garrhay may gira diya aur phir wo azdhay k mu may chala gya.''
Jungle se muraad yeh dunya,Shair mout hai k jo peechay lagi hui hai.Garrha Qabr hai,jo is k aagay hai aur azdha is k bud aamaal hain.siyah aur safaid chuhay(Rats)din aur raat hain,Darakht umar hai aur shehat(Honey)ka chataa dunya- faani se ghafil ker denay wali lazzat hai k insaan dunya ki fikr may mout aur aamaal ki jawabdahi waghaira sub bhool jata hai aur phir achaanak usay moat aajati hai.
Sunday, October 17, 2010
Wednesday, October 13, 2010
MUSKURAHAT
Muskurahat aik aisa phool hy,Jo kabhi nahi murjhata.
Agar zindagi ki khushiyan hasil karna chahaty ho to aik haseen muskurahay labon per sajalo.
Muskurahat,kisi ko muflis kiye baghair buhat kuch deti hy.
muskurahat aik aisa tuhfa hy,Jo gharib se gharib insan bhi pesh kar sakta hy.
Dabe dabe qadmon aany wali muskurahat jo naram jhonkay ki terhan guzar jati hy,Lamhy bhar mey zindagi badal deti hy.

ZINDAGI
Zindagi,ek gift hai ------------Qabool krne k liye.
Zindagi,ek ehsas hai-----------Mehsoos krne k liye.
Zindagi,ek dard hai ------------Batne k liye.
Zindagi,ek piyar hai------------ Pyar dene k liye.
Zindagi, ek milan hai ------------Muskurane k liye.
Zindagi,ek judai hai--------------Sabar krne k liye.
Zindagi,ek ansoo hai-------------Pene k liye.
Zindagi,akhir zindagi hai----------Jene k liye.

Whats''Quran''
QURAN''Allah ki kitab''jo poori duniya ki sardar,kitab ko lane walay''JIBRAIL''(A.S)''jo farishton k sardar,jis per utra wo nabiyon k sardar''MUHAMMAD(S.A.W.W)jis''ummat''per utra wo ummaton ki sardar,jin shehron may utra wo''shehron k sardar''MAKKAH,MADINA'',jis maheene may utra wo maheeno k sardar''RAMZAN''or jis raat mukammal hua wo raton ki sardar''SHAB-QADAR''.yehi hamari wirasat hai.!
Wednesday, October 6, 2010
my introduction
- My name is qudsia,iam doing master in mass comm from jinnah university nazimabad.
- I like fine art very much i have a two years diploma in fine art from karachi school of art and acheive "A" grade.
- My star capricorn.
- My favourit color blue
Subscribe to:
Posts (Atom)